Do Anjaane Ajnabi (Vivah) -Lyrics

DO ANJAANE AJNBAI (LYRICS):

from: Vivah
singer(s): Udit Narayan & Shreya Ghoshal
music by: Ravindra Jain

LYRICS:

do anjaane ajnabi
chale baandhne bandhan
haaye re dil mein hai yeh uljhan
mil kar kya bolein
kya bolein kya bolein
re mil kar kya bolein
nayi umang nayi khushi
mehak utha hai aangan
haaye re ghar aaye mann bhawan
mil kar kya bolein
kya bolein kya bolein
re mil kar kya bolein

be-chaine be-taabi
aaj mujhe yeh kaisi
aaj hai jo pehle na thi
dil ki haalat aisi
aankhon ko ussi ka intezaar hai
unhi ke liye yeh roop yeh singaar hai
dekhi hai tasveer hi
aaj mileinge darshan
haaye re badhne lagi hai uljhan
mil kar kya bolein
kya bolein kya bolein
re mil kar kya bolein

roop ki rani aayi hai
jaise gagan se utarke
mere liye kya mere liye
aise saj ke sanwar ke
sab se chhupaake idhar udhar se
mujhko hi dekhe chor nazar se
baat labon par hai ruki
taiz dilon ki dhadkan
haaye re kal ke sajni saajan
mil kar kya bolein
kya bolein kya bolein
re mil kar kya bolein

Be Basi Dard Ka Aalam (Baabul) -Lyrics

BE BASI DARD KA AALAM (LYRICS):

from: Baabul
singer(s): Kunal Ganjawala
music by: Aadesh Shrivastav

LYRICS:

be basi dard ka aalam
tum mujhe de do apne gham
be basi dard ka aalam
tum mujhe de do apne gham
khamoshiyaan bhi do
tanhaahiyaan bhi do
be chainiyaan bhi de do
de do naa…

be basi dard ka aalam
tum mujhe de do apne gham
khamoshiyaan bhi do
tanhaahiyaan bhi do
be chainiyaan bhi de do
de do naa…

bheegi palkon se churaalon ga nami
rehne doonga naa kahin koi kami
bheegi palkon se churaalon ga nami
rehna doonga naa kahin koi kami
tum ko daaman naa bhigone doon ga
ab kabhi tumko naa rone doon ga
uljhanein gham ki parchhayi
de do mujhe apni tanhaayi
gumnaamiyaan bhi do
naakaamiyan bhi do
veeraniyaan bhi de do
de do naa…

tere honton pe sajaa doon ga hansi
teri raahon mein bichha doon ga khushi
tere honton pe sajaa doon ga hansi
teri raahon mein bichha doon ga khushi
tum mujhe apna maanti ho agar
yun khafaa ho ke na jhukao nazar
mushkilein apni majboori
de do mujhe saari be noori
pareshaaniyan bhi do
hairaaniyan bhi do
nighaibaaniyan bhi de do
de do naa…
be basi dard ka aalam
tum mujhe de do apne gham
be basi dard ka aalam
tum mujhe de do apne gham
khamoshiyaan bhi do
tanhaahiyaan bhi do
be chainiyaan bhi de do
de do naa…
de do naa…

Sau Dard (Jaan-E-Mann) -Lyrics

sau dard hain copy.png

SAU DARD HAIN (LYRICS):

from: JAAN-E-MANN
singer(s): Sonu Nigam & Suzan
music by: Anu Malik

LYRICS:

sau dard hain
sau raahatein
sab milaa dil nasheen
aik tu hi nahin…

sau dard hain
sau raahatein
sab milaa dil nasheen
aik tu hi nahin…

rookhi rookhi si yeh hawaa
aur sookhe patte ki taraha
shehr ki sadkon pe main
laawaris uddta hua
sau raaste,
par teri raah nahin…

sau dard hain
sau raahatein
sab milaa dil nasheen
aik tu hi nahin…

behta hai paani behne de
waqt ko yun hi rehne de
dariyaa ne karwat li hai toh
saahilon ko sehne de
sau hasratein,
par tera gham nahin…

VIDEO:

Kuch iss taraha (Doorie) -Lyrics

kuch iss taraha

KUCH ISS TARAHA (LYRICS):

from: Doorie (Album)
singer(s): Atif Aslam
music by: Mithoon

LYRICS:

kuch iss taraha teri palkein, meri palkon se milaa de
aansoo tere saare, meri palkon pe sajaa de
kuch iss taraha teri palkein, meri palkon se milaa de
aansoo tere saare, meri palkon pe sajaa de
kuch iss taraha teri palkein, meri palkon se milaa de

kuch iss taraha teri palkein, meri palkon se milaa de
aansoo tere saare, meri palkon pe sajaa de

tu har gaddi har waqt mere saath raha hai
haan yeh jism kabhi door kabhi paas raha hai
jo bhi gham hain yeh tere unhein tu mera pata de
kuch iss taraha teri palkein, meri palkon se milaa de
aansoo tere saare, meri palkon pe sajaa de

mujhko toh tere chehre pe yeh gham nahin jachda
jaaiz nahin lagta mujhe gham se tera rishta
sunn meri guzaarish isse chehre se hataa de
sunn meri guzaarish isse chehre se hataa de
kuch iss taraha teri palkein, meri palkon se milaa de
aansoo tere saare, meri palkon pe sajaa de
kuch iss taraha teri palkein, meri palkon se milaa de

VIDEO: